Youtube Video Download Kaise Kare Puri Jankari Hindi Me
es site pe rojana lakho video upload kiye jate he or lakho logo dvara dekhe jate he.
yani jab hmara internet conection ho tab hi ab youtube video ka aanad le sakte he .
aaj ki es post me me aapko btaunga ki youtube video ko download kese kre.
Youtube video ko download kese kre ?
Step. 1
~~ Youtube video ko download karne ke liye sabse pahle apne mobile me youtube ka application open karke kisi video par click kre.
Step. 2
~~ Ab diye gye screenshot ke anusar video ke thik niche left hand side me ek batton aayega us par click kre
Adhik achi tarah samjne ke liye yah screenshot dekhe.
Step. 3
~~~~~ Ab us botton par click karne ke aage ke step me aapko video ki quality select karne ke bare me pucha jayega aap apni pasand ke anushar quality select karke “Ok” batton par click kre.
Step. 4
Ok batton par click karte hi aapka video download hona suru ho jayega or kuch hi samay me download hone ke bad aap kabhi bhi apne video ko bina internet ke bhi dekh sakte he.
Hmare dvara upload kiye kuch best video ko dekhne ke liye link par click kre.
[ad_2]