Youtube Traffic Report Kaise Check Kare
Youtube channel to sabhi bnate he aaj ke time me or bhut se log Youtube channels se paise bhi kma rhe he log Youtube par apne video upload karte he or jab un video par Youtube Traffic badne lagta he to vo un par adsence ads show karwa kar Paisa kmate he
Aaj me aapko Youtube Traffic Report ko mobile me kaise chack karte he uske bare me details se jankari dunga es post me.
Youtube Traffic Report kya hoti he ?
Smartphone me Youtube Traffic Report kaise check kare ?
° Popular Search Engine Me Website Sabmit Kaise Kare °
* Step – 2
Ab aapke samne kuch es tarah apni Youtube channel ki Traffic Report show hogi
Watch time : esse yah pta chalta he ki aapke channel par jo video he vo total kitne samay tak dekhe gye he dekhne ka samay yha minutes me btaya gya he
Views : views me yah btaya jata he ki aapke channel ke all video ko kitni bar dekha gya he
Subscribers : Last 1 month me total kitne logo ne aapka channel subscribe kiya he uski jankari aapko yha milegi
Estimated Revenue : sabse niche dikai de rhe es topic me aapki last 28 day me adsence ads se kitni Earning hua he uske bare me jankari milti he yah Earning aapko us dollar me show ki jati he yah anumanit Earning hoti he shi Earning ka pta month ke and me hi chal pata he
° All Popular Search Engine Ke Liye Keyword Search Kaise Kare
° Voter id card banane ke liye online registration kaise kre
Friends aapko mera yah Youtube Traffic Report check karne ka post kaisa lga Comment karke jrur btaye
[ad_2]