New Voter id Card Ke Liye Online Registration Kaise Kare
Voter Id Card Kaise Banaye
Voter id card banane ke 2 trike he
2. Ye abhi hal me suru kiya gya tarika he esme ham election comission ki website par jakar online form bharake apna voter id card bna sakte he.
Voter id card banane ka online process
Sabse pahle aap election comission ki site open kre
National voter’s service portal
http://www.nvsp.in
Ab es site par aapke samne apply online off registration new voter’s ka option aayega us par aapko click karna hoga
Online form bharane ke liye yha
Ab aapke samne ek online form aayega form no 6
Aapko es form ko mangi gyi sabhi jankariya shi trike se dalkar sabmit karna hoga.
Form me aapke naam father ka naam ,date off birth,apne election area ki details,mobile no. Email id,apne ek relative ki detail dalni he jiska naam pahle se voter id card bna hua he.
Online Voter id Banane Ke liye Konse Document Upload kare
Aapko 3 document uplaod karne he
1. Passport size photo
2. Identity proof
3. Adress proof
Aap indendy & Adress proof ke liye apna aadhar card or pan card us kar sakte he.
Form Complete Hone Ke Bad Kya Karna Hai
how to apply new voter id card video
[ad_2]