Mobile Me Adsence Ki Earning Kaise Dekhe
Dosto aap sabhi blogging karte ho or aap sabhi ka apna adsence account bhi he to aap apne computer par Adsence earning Report jrur check karte hoge aaj me aapko mobile me adsence Report check karne ka sabse easy tarika btata hu
Mobile Me Adsence Report Kaise Check Kare ?
Application install karne ke bad application open karke aap uspe gmail account se login kare
• 4 Simple Step Me Computer Speed Increase Kaise Kare •
Play store me direct Adsense application par pahuchane ke liye es par click kare
Download here
Google Adsense Application Ke 4 badiya Fayde
1.Aap apne mobile me kabhi bhi jab chahe apni adsense report dekh sakte he
2. Adsense ke sabhi basic option aapko esi application me mil jayenge
3. Apne Adsense ki cpc,rpm, page view , impression etc sabhi ki jankari aapko ek hi jagah par es application me bhut hi tej or aasani se mil jayenge
4. Ham apne android mobile me widget option me jakar adsense widget set kar sakte he apne smartphone ki home screen me jisse hame har samay adsense ki live Report show hoti rahti he.
Friends ab me aasha karta hu ki ab aapko pta chal gya hoga ki Google Adsence Report Mobile Me Kaise Check Karte he
Agar koi swal ho to jrur comment kare
[ad_2]