Microsoft Word Use Karne Ki Basic Jankari
to jante kuch feature and tips…
1.Page per kahi bhi likhiye
yadi aap ms word me kahi bhi likhna chahte he to us jagah per double click kijiye aur likhna suru kar dijiye word whitebord ki tarah kam karne lagega.
2.Sentence ka case badliye
upercase aur lowercase yani capital letter aur small letter. yadi aap kisi english ke sentence ko select kar Shift+F3 press karenge to wah sentence bari bari se upercase aur loowercase aur camalcase (pahla axar capital) me badal jayega.
3.Jaldi se text select kre
yadi aap triple click karenge to pura sentence select ho jayega.
CTRL press kar kahi bhi click karenge to pura select ho jayega.
yadi ALT press kar mouse dreg karenge to aayatakar shap me text select hoga aur aap eski rang aur format aasani se change kar sakte hai
4.badlaw ki jagah pahuchiye
yadi aap kisi bde document pper kam ker rahe hai to aapko turant un jagaho per pahuchna he jha jha aapne us document ko edit kiya hai to Shift+F5 press karte rahiye aap un sabhi jagho per pahunch jayenge .
Aapko meri yeh post kesi lagi comment karke bataye yadi assi lagi ho to share jarur kare.
[ad_2]