Computer Driver Update Kaise Kare
Update Kaise Kare.ydi aapke computer ke sabhi driver up to date hai to
aapka
computer proper speed se kam karega or yadi kuch driver update nhi he to us
driver se related kam dhire dhire hoga
example yadi usb driver update nhi he to
aapke computer me koi bhi file kam speed se copy hogi esiliye sabhi driver update
hone zaroori hai.
* Top 3 Website Blog Create Karne Ke liye
* How To Monetize Youtube Videos in Android Mobile in Hindi
To dekhte he kaise driver ko update kiya jata hai…
Driver Update Karne Ka Tarika
Step 1
par click karna he or control panel ko open karna hai.
control panel open karne
ke bad usme hardware and sound wale option ko open karna hoga.
ko open karne ke bad usme device manager ko open kare device manager open hone
par usme kuch driver dikhayi denge
un drivers me se jo driver update nhi he
uske upper ek mark laga hoga jo screenshot me dikhya gya he.
se right click kar driver ki properties ko open kare . driver ki properties me
us driver se judi jankari likhi hoti he.
driver ko update karne ke liye driver
option ko select kare usme update driver per click kare.
hogi jisme driver update karne ke liye do option aayenge .
ydi us driver ki
file hamre computer me he to “browse my computer for driver software” option par click kare or apni driver file ko browse
kare .
yadi driver hamaare pas nhi he to “search automatically for updated for
driver software” option ka prayog kare jis per click karne par online driver
update ho jayega
* Champcash Se Paise Kaise Kamaye Full Process In Hindi
* Google Map Me New Place Kaise Add Kare
Kuch log kai bar swal karte he ki computer ko fast kaise kare uske bare me btao unke liye mera yah post bhut helpfull he kyoki aap apne pc ke driver update kar denge tab aapka pc fast ho jayega.
[ad_2]